JYOT SE JYOT JAGÃTE CHALO
Jyot se jyot jagãte chalo, Prem ki gangã bahãte chalo |
AI MÃLIK TERE BANDE HAM
Ai mãlik tere bande ham, Aise hon hamãre karam |
![]() |
TUMHI HO MÃTÃ, PITÃ TUMHI HO
Tumhi ho Mãtã, Pitã Tumhi ho |
HARÎ BHAJAN BINÃ
Hari bhajan binã sukh shãntî nahin |
DEKH TERE SANSÃR KI HÃLAT
Dekh Tere sansãr ki hãlat kyã ho gei Bhagwãn |
![]() |
ĂJ ANDHERE MEN
Ăj andhere men hain ham insăn |
TU PYAAR KA SAAGAR HAI
Tu pyaar ka saagar hai x2 |
O PAALANHAARE
O paalanhaare, nirgun aur nyaare x2 |
SHRI KAMAL NETRA STOTRA
Shree kamal netra kati peetămbar adhar muralee giradharam
Mukut kuńdal karal kutiyă sănvare rădhevaram Kool Yamună dhenu ăge sakal gopiyon ke man haran Peet vastra Garuđ văhan charań sukh nit săgaram Karat keli kalol nishidin kunj bhavan ujăgaram Achal amar ađol nishchal purushottam aparăparam Deenănăth dayălu Giradhar Kans Hirańăkush haram Gal phool mălă vishăl lochan adhik sundar keshavam Banseedhar Vasudev chhalyă bali chhalyo hari vămanam Jal đoobate gaj răkh leeno lankă chhedyo răvańam Saptadveep nav khanđ chaudah bhavan keeno ek palam Dropadee kee lăj răkhee kahăn lau upamăkaram Deenănăth dayălu poorań karuńămay karuńă karam Kavidatta Dăs vilăs nishidin năm japat nit năgaram Pratham gurujee ke charań bando yasya gyăn prakăshitam Ădi Vishńu jugădi Brahmă sevate Shiv Shankaram Shree Krishńa Keshav Krishńa Keshav Krishńa yadupati keshavam Shree Răm Raghuvar Răm Raghuvar Răm Raghuvar răghavam Shree Răm Krishńa Govind Mădhav Văsudev shreevămanam Machchh kachchh varăh Narasingh păhi Raghupati păvanam Mathură men Keshav răya virăje Gokul băl mukundajee Shree Vrindăvan men Madan Mohan Gopeenăth Govindajee Dhanya Mathură dhanya Gokul jahăn Shreepati avatare Dhanya Yamună kă neer nirmal gvăl băl sakhăvare Navaneet năgar karat nartan Shiva viranchi man mohitam Kălindee tat karat kreeđă băl adbhut sundaram Gvăl băl sab sakhă virăje sang Rădhe Bhăminee Banshee vat tat nikat Yamună muralee kee ter suhăvanee Bhaj Rădhe Raghuvansh uttam param răj kumăr jee Seetă ke pati bhagat nigaman jagat prăń adhăr jee Janak răjă prań răkho dhanush băń chađhăvaheen Satee Seetă năm jăke Shree Rămachandra var păvaheen Janam Mathură khel Gokul Nand ke hari nandanam Băl leelă patit păvan Devakee Vasudevakam Shree Krishńa kalimal harań jăke jo bhaje hari charań ko Bhakti apanee dehu mădhav bhav săgar ke tarań ko Jagan năth Jagadeesh Swămee Shree Badreenăth Vishvambharam Dvărikă ke Năth Shreepati Keshavam prańamămyaham Shree Krishńa ashtapad pađhat nishidin Vishńulok sangachchhitam Shree guru Rămănand avatăr Swămee Kavidatta Dăs samăptam |
KABHI RĂM BANAKE KABHI SHYĂM BANAKE
Kabhi Răm banake kabhi Shyăm banake |